Caring U Always

Monday, May 24, 2010

SMS for U

SMS 4 u - By Harvinder Singh

(1) Ek aadmi parvachan sunkey ghar aaya. Aur aatey hi biwi ko god mein utha liya.
Biwi : Kya guru ji ney romance karney ko kaha hai ?
Aadmi : Nahi re, unhoney kaha, apney dukh khud uthao.

(2) Aadmi ki 4 Maa hoti hai....
1 jisney paida kiya
1 jisney padhaya-likhaya
1 Saasu ma
1 wo jiskey baarey meinmummy kehti hain :"Oye kanjra, Raat de 2 vajeykehdi maa naal gallan kar reha ha."

(3)
Dil ki duniya se paigaam bhejtey hain.
Pyaar aur vishwas ka salaam bhejtey hain.
Aur kya bhejein iskey siva hum aapko.
Har pal khushian miley, ye armaan bhejtey hain.

(4) Aaj ki duniya bahut advance hai.Isi advance duniya ki advance technology mein rehney waleyek advance bandey ki taraf seyaap ko Advance Happy Baisakhi !!!

(5)
Honth keh nahi saktey jo fasana dil ka,
Shayad nazar sey woh baat ho jaye.
Is umeed mein kartey hain intezaar raat ka,
Ki sapney mein mulakaat ho jaye.

Labels: , ,

posted by Sarab4U at 12:33 PM

0 Comments:

Post a Comment

<< Home